top of page
Search

Main duniya Ki Nahi Khud Ki Nazron Mein Girne Se Darta hoon

  • Jasdip Singh
  • Feb 5, 2020
  • 1 min read

Main duniya ki nahi khud ki nazron mein girne se darta hoon

Shayad issi liye apne aap se ghabratan hoon

Main kissi ko kya dosh doun

Meri asleyat hi hai aahsi hai ke main logon se chupata hoon

Hoon kuch aur kuch aur batta hoon

Apne aap se apni nakamiyat chupatta hoon

Shayad issi liye main Apne aap se ghabratan hoon

Yeh hi kaaran hai ke Main duniya ki nahi khud ki nazron mein girne se darta hoon

 
 
 

Recent Posts

See All
Meri Zindagi Aur Aag

Meri zindagi ek aag ka dariya hai To gham ki shoti si lapatain mujhe kya jalaye gi Main toh pehle se hi shoolon ki tarah jalta hoon

 
 
 
Kamzoor Zindagi

Zindagi tu kitni kamzoor hai Tuhje musibhat ki aahat bhi daarati hai Tu Sache pyaar se bhi ghabhrati hai Tuhje shortcut se bhi dar lagta...

 
 
 
Batein Toh Bahot Hai Karne Ko

Batein bahot hai karno ko Shayad enhe sunate hi raat chali jayegi Najane meri baat puri Bhi ho paegi Maine aaj bhi seene main chupa rakhi...

 
 
 

Comentarios


Post: Blog2_Post
  • Facebook
  • Twitter

©2020. Proudly created with Wix.com

bottom of page